Finance ke kuch Myths, and unko Kaise Todein?

Duniya me anek tarah ke myths hote hain. Unme se ek category hai finance ki. Aaiye jaane ki:

Myths kya hote hain?

Aise Myths ke peeche kya reason hota hai?

Generally, myths tab shuru hote hain jab hume cheezon ke baare me zyada knowledge nahi hoti. To, hum dar jaate hai aur sochne lagte hain ki humare sath galat ho sakta hai. Credit cards ki hi baat le lijiye. Hume aksar credit card use karne ke liye mana kara jaata hai. Kyon? Kyonki jab payment me delay hota hai to interest badhta hai aur insaan debt me jaa sakta hai. Magar jaisa ki humne oopar discuss kara, agar hum payment time par karenge aur plan karke chalenge, to hum debt me aenge hi nahi. To fir, dar kaisa?
Ho sakta hai ki jab yeh myths shuru hue ho, tab financial awareness (jaagrukta) kam ho ya fir investment options zyada na ho. Magar ab, cheezein badal rahi hain aur change aa raha hai. Zaroori nahi hai vo reasons abhi bhi valid ho.

Conclusion

In baaton ke peeche reasons ho bhi sakte hain aur nahi bhi. Sabse accha tareeka inko todne ka hai knowledge kyonki vo hamare dar ko kam karti hai. Jitna zyada hum finances ke baare me padhenge aur jitna zyada in reasons ko question karenge, hume utna realise hoga ki ye reasons aur ye stories sirf hamari freedom ko kam karte hain.
Agar aap kisi bhi tarah ke myth ya belief ko todna chahte hain, to ussey question karein, uske baare me padhe, aur apni knowledge ko increase karein. Aur tabhi apna ek decision lein.

Recent Posts

Kahaan kahaan Invest karein?
Stock Market ke Basics
Stock Market ke Basics
Inflation ke baare me jaane

Categories