Aaj ke zamane mein computer aana bahut zaruri hogaya hai. Computers mein bahut kuch hota hai aur iss article mein aap computer shortcut keys in hindi ke baare mein vistaar se jaankari le sakte hai taaki aap ghar baithe acche se computer sikh sake.
Shortcut keys kya hota hai?
Computer mein aam taur par mouse ki maddat se kaam kiya jaata hai. Par aap yahi sab kaam keyboard ki maddat se asani se bhi kar sakte hai. Keyboard shortcut keys ka use karne se aap computer par jaldi kaam kar sakte hai.
Delhi/NCR mein delivery boy vacancy nikali hai. Iss video mein aapko delivery boy job ke baare mein puri jaankari mil jayegi.
Computer Shortcut Keys In Hindi Mein Sikhe
Aam taur par istemaal hone wale shortcut keys (Basic Shortcut keys)
Alt+F | Current program mein File menu option |
Alt+E | Current program mein Edit karne ke liye |
Alt+Tab | Open programs ko switch karne ke liye |
Alt+F4 | Window close karne ke liye |
F1 | Lagabhag har Windows program mein Universal help. |
F2 | Selected file ko Rename karne ke liye |
F5 | Window ko Refresh karne ke liye |
F12 | File ko Save As karne ke liye |
Ctrl+N | New aur blank document banane ke liye |
Ctrl+O | Current program mein file Open karne ke liye |
Ctrl+Q | Current program mein file Close karne ke liye |
Ctrl+A | File ke saae text ko select karne ke liye |
Ctrl+B | Selected text ko Bold karne ke liye |
Ctrl+I | Selected text ko Italics karne ke liye |
Ctrl+U | Selected text ko Underline karne ke liye |
Ctrl+L | Selected text ko Left mein align karne ke liye |
Ctrl+R | Selected text ko Right mein align karne ke liye |
Ctrl+E | Selected text ko Center mein align karne ke liye |
Ctrl+J | Selected text ko Justify mein align karne ke liye |
Ctrl+F | Current document ya window mein find window open ke liye |
Ctrl+R | Document mein text ko Replace karne ke liye |
Ctrl+S | Current file ko Save karne ke liye |
Ctrl+Shift+F | Selected text ka Font style change karne ke liye |
Ctrl+> | Selected text ka font size badhane(increase)karne ke liye |
Ctrl+< | Selected text ka font size ghatane(decrease)karne ke liye |
Ctrl+X | Selected item ko Cut karne ke liye |
Shift+Del | Selected item ko Cut karne ke liye |
Ctrl+C | Selected item ko Copy karne ke liye |
Ctrl+Ins | Selected item ko Cut karne ke liye |
Ctrl+V | Selected item ko Paste karne ke liye |
Shift+Ins | Selected item ko Paste karne ke liye |
Ctrl+Z | Pichle action ko phirse (Undo) karne ke liye jaise agar aap se kuch text delete hojaye toh Undo kardijiye to vo text vapas aajayega |
Ctrl+Y | Jo undo kiya use vapas karne ke liye Redo kare jaise joh text undo karke vapas laaye use phir se delete karne ke liye Redo kare |
Ctrl+K | Selected text mein Hyperlink ko insert karne ke liye |
Ctrl+P | Current page ya document ka Print nikalane ke liye |
Home | Page ya window ke shuruvat mein jaane ke liye |
Ctrl+Home | Document ke shuruvat mein jaane ke liye |
End | Page ya window ke akhir mein jaane ke liye |
Ctrl+End | Document ke akhir mein jaane ke liye |
Shift+Home | Line ki shuruvat se current position ki highlights par jaane ke liye |
Shift+End | Line ki akhir se current position ki highlights par jaane ke liye |
Ctrl+Left arrow | Ek samay mein ek shabd ko baeen(left) or le jaane ke liye |
Ctrl+Right arrow | Ek samay mein ek shabd ko daeen (right) or le jaane ke liye |
Ctrl+Esc | START menu open karne ke liye |
Ctrl+Shift+Esc | Window Task Manager open karne ke liye |
Alt+F4 | Currently active window ko close karne ke liye |
Alt+Enter | Selected file ki Properties open karne ke liye (file,folder,shortcut etc..) |
TAB | File mein aage jaane ke liye |
Shift+TAB | Jis tarah TAB se aage badha jaat hai usi tarah is key se picche jaane ke liye |
Agar aapko MS Excel ghar baithe sikhana hai to padhe iss article ko aur paaye saari jaankari : MS Excel In Hindi
Josh talks ke courses harazo logo ko help kar rahe hai career mai aage badne ke liye. Niche diye gaye button par click kare aur janiye courses ke baare mein.
Join Josh Skills Basic Computer Skills Course
Aaj kal computer ka zamana hai. Har voh kaam jisme pehle bahut time,effort aur money waste hota tha abh asani se computer pe kiya ja sakta hai. Computer ka istamaal aaj kal har taraf kiya jata hai. Basic computer skills ana aaj ke waqt mai bahat hi zaruri hai. Basic computer skills sikhna isliye zaruri hai take aap apne worklife ko easy aur efficient bana sako. Aur is computer technology ka wisely istamaal kar sako.
Is course mai aap Computer ke Basics pe gaur denge jaise:
- Basics of a Computer system and it’s operation.
- Internet Technology
- Email and Communication
- Use of Microsoft word, Microsoft Powerpoint and Microsoft Excel
- Introduction to Advanced Computer skills and tools
- Jobs that require computer skills
Toh aaj hi shuru kare apni learning journey Josh Skill ke courses ke sath.
very use full tricks
Hi Naveen.
We are glad that you found this information useful. Agar aapko aur kisi chiz ke baare mein information chahaiye to comment kare.
SIR, COMANNED WINDOW ME YA (WINDOW+R) ME OFFICE APPLICATION KHOLNE KE LIYE KIYA TYPE KARE
REPLY ME PLEASE..
WinWord.exe type karo aur word khul jayega
sir hme ms excel ke sutr sujhav chahie
Aap humare blog padhte rahiye aapko jald hi bakai sab sikhaya jaayega.
ps ke bare me kuch shot kat kam ke bare me jan ne ke liye aap ki help chahiye kya aap isme meri madad kar sakte hai
hjnhyg
THIS LINK IS USFUL
Thanks a lot 🙂
Aap se help chahie Mujhe computer ke bare mein Kuchh acche se Jankari mein hi hai aap kya mujhe help kar sakte hain please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🏼🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Aapko computer mein kis chiz ki jaankari chahiye?
VERY VERY GRATE FULL
Ham excel Sikh sakte hy yha se kye se please help me 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Ji haan aap ye artcile se sikhe: https://www.joshtalks.com/joshkosh/skill-develop-karein/microsoft-excel-kaise-seekhein-in-hindi/
Nice job
Thankyou