RRB JE Railway mein Junior Engineer ki post hoti hain jiski vacancy lagbhag 13561 hoti hain. RRB JE recruitment 2019 ki puri details ke liye iss article ko dhyan se padhein.
Iss article ko pura padhein aur jane-
RRB JE Recruitment 2019 Important Dates
RRB JE Eligibility Criteria 2019
RRB JE Vacancy 2019
RRB JE Vacancy 2019 iss baari 13561 hain jismien se Junior Engineer ki 12918 vacancies hain.
Iss saal RRB ne Kolkata division ki vacancy bada di hain jo pehle 1519 thi vo ab 1593 hain.
Posts | Vacancy |
Junior Engineer (JE) | 12918 |
Junior Engineer (IT) | 29 |
Depot Material Superintendent (DMS) | 227 |
Chemical and Metallurgical Assistant (CMA) | 387 |
Total | 13561 |
RRB JE Salary/Pay Scale
RRB JE ke candidates ko initial pay jo hain vo milti hain Rs.35,400/- ke around. Successful training ke baad, candidates ko allowances jaise HRA,TA aur incentives bhi milte hain. Uske baad jo finally select hota hain RRB JE ke roop mein unko lagbhag Rs.42,000 in hand salary milti hain training ke baad.
Component | Class A Cities | Class B Cities | Class C Cities |
Basic Pay | 13,500 | 13,500 | 13,500 |
Dearness Allowance (125% of Basic) | 16,875 | 16,875 | 16,875 |
House Rent Allowance | 4050 (30% of Basic) | 2,700 (20% of Basic) | 1,350 (10% of Basic) |
Other Allowance | 4000 | 4000 | 4000 |
Salary In Hand | 38,425 | 37,075 | 35,725 |
Deduction (Approx.) | 2,000 | 2,000 | 2,000 |
Total Pay(₹) | 36,425 | 35,075 | 33,725 |
RRB JE Recruitment 2019 Important Dates
RRB JE recruitment ki dates kuch prakaar hain. Online Application form start hojate hain 2nd January se aur last date hoti hain 31 January.
Events | Dates |
RRB JE Online application shuru hone ki taarik | 02/01/2019 |
Aakhri taarik apply karne ki | 31/01/2019 |
Aakhri taarik fees bharne ki | 05/02/2019 |
RRB JE Application Status | 26/03/2019 |
RRB JE Exam City Information 2019 | 7 din exam se pehle |
RRB JE Admit Card download | 4 din exam se pehle |
RRB JE Exam Date 2019 | 22nd May 2019 ke aage se |
RRB JE Answer key 2019 | 11/07/2019 |
RRB JE Final Answer key 2019 | 25/07/2019 |
RRB JE CBT 2 Exam Date | Aug/Sep 2019 |
RRB JE Application Fees
RRB JE Application fees kuch iss prakaar hain. Ismein dhyaan rakhe ki Rs.400 refund kardiye jaenge general category ko aur Rs.250 remaining category ko CBT first stage ke baad.
Category | Fees |
General | Rs.500/- |
SC/ST/OBC/PWD/Women/Ex-Serviceman/Transgender/Minorities | Rs.250/- |
RRB JE Eligibility Criteria 2019
- Age limit- Minimum age limit RRB JE/DMS/CMA ki hain 18 saal aur maximum age limit hain 33 saal.
- Educational Qualification- Educational Qualification alag alag posts ki kuch iss prakaar hain
Jo candidates final year mein hain apne degree/diploma ke vo Junior Engineer (JE) ki post ke liye apply nahi kar sakte hain.
Post Name | Minimum Qualification |
Junior Engineer (JE) | Diploma/Degree in Engineering |
Junior Engineer (IT) | PGDCA/B.Sc/B.Tech/BCA in Computer Science or IT |
Depot Material Superintendent (DMS) | Diploma/Degree in Engineering |
Chemical & Metallurgical Assistant(CMA) | 45% marks in the Bachelor’s Degree (Science) with Physics and Chemistry |
RRB JE Selection Procedure
Ismein total teen stages hoti hain selection procedure ki
- Computer Based Test (CBT 1 & 2): Jo CBT 2 ka selection hoga vo merit list pe based hoga CBT1 ki.
- Document Verification
- Medical Examination
RRB JE Exam Pattern
CBT 1
Subjects | No.of Questions | Marks |
Mathematics | 30 | 30 |
General Intelligence & Reasoning | 25 | 25 |
General Awareness | 15 | 15 |
General Science | 30 | 30 |
Total | 100 |
CBT 2
Subject | No. of Questions | Duration | Total Marks |
General Knowledge | 150 | ||
Physics & Chemistry | |||
Basics of Computers & Applications | |||
Basics of Environmental & Pollution Control | |||
Technical Abilities | |||
Total | 150 | 120 Minutes | 150 |
RRB JE Syllabus 2019
RRB JE ka detailed syllabus aapko niche posts ke hisaab se bataya hain humne.
Junior Engineer and Depot Material Superintendent Syllabus | RRB Junior Engineer (IT) Syllabus | Chemical Metallurgical Assistant Syllabus |
|
|
|
RRB JE Books
Subjects | Books Name | Author |
Mathematics | Fasttrack Objective Arithmetic Quickest Mathematics | Arihant Publications Kiran Publications |
General Science | Lucent General Science | Lucent |
Reasoning | A modern approach to verbal and non verbal reasoning | R.S. Aggarwal |
GK/Current Affairs | Lucent G.K. | Binay Karna and Manwendra Mukul |
RRB JE Admit Card 2019
RRB JE Admit Card regional site par hi available hoga jis area/zone se aapne bhara hain. Humne saare steps ke saath kaise admit card download kare aur important chize sab apne iss blog mein mention kari hain.
Puri jaankari ke liye yahan click karein.
RRB JE Result 2019
RRB JE ka result declare kiya jaega CBT 1 exam ke baad. Jo candidates CBT 1 aur CBT 2 clear karenge uske baad unka Document Verification aur Medical Examination hoga. Jo candidates CBT 2 clear karenge unka hi Document Verification aur Medical examination hota hain jiske hisaab se final result nikalta hain.
Latest RRB Jobs Updates 2019 ke liye Click Karein
Hum ye ummeed karte hain ki aapko Railway Junior Engineer 2019 se judi jaankari mil gayi hogi. Agar aapko koi doubt ho toh niche comment karein.