Gujarat Police ki bharti Lokrakshak Recruitment Board (LRB) karta hai. Gujarat Police Bharti ke liye OJAS Online Job application ke madhyam se application bharni hoti hai. OJAS Gujarat Govt ka online job potal hai jaha par Gujarat sarkar ki saari job recruitment ka online process hota hai. Iss article mein Gujarat Police Bharti mein Lokrakshak
(Constable: Male&Female) aur Jail Sepoy posts ki saari jaankari padh sakte hai jaise eligibility, application form, selection process etc…
Gujarat Police Bharti 2020 ki constable recruitment ki notification jald hi release hone wali hai.
Aap inn links par click karke seedhe apna topic padh sakte hai:
Gujarat Police Important Dates
Gujarat Police Physical Standard
Gujarat Police Online Form 2020
Gujarat Police Selection Process
Gujarat Police Bharti Result 2020
Gujarat Police Vacancy
Gujarat Police constable bharti mein male aur female dono ki recruitment hoti hai. 2019 mein total 10,000 vacancy nikali gayi thi.
S.No. | Post Name | No .of Vacancy |
1. | Unarmed Constable (Male) – Lokrakshak | 2111 |
2. | Unarmed Constable (Female) – Lokrakshak | 1040 |
3. | Armed Constable (Male) – Lokrakshak | 4026 |
4. | Armed Constable (Female) – Lokrakshak | 1982 |
5. | Jail Shipai (Male) | 499 |
6. | Jail Shipai (Female)/Matron | 55 |
Gujarat Police Eligibility
Educational Qualification
Gujarat Police mein constable aur shipai posts ke liye minimum 12th pass hona zaruri hai. 12th koi bhi stream mein ho sakti hai.
Age Limit
- Minimum age limit hai 18 years aur maximum hai 33 years. Ye age limit General category candidates ke liye hai.
- Reserved categories ke candidates ke liye upper age limit mein relaxation di gayi hai.
S.No. | Category | No. of years | Maximum Age Limit |
1. | SC | 05 years | 38 years of age |
2. | ST | 05 years | 38 years of age |
3. | SEBC | 05 years | 38 years of age |
4. | Unreserved category women | 05 years | 38 years of age |
5. | Reserved category women | 10 years | 43 years of age |
Physical standards
Category | General | SC/ST/OBC | ||
Male | Female | Male | Female | |
Height (cms) | 165 | 155 | 162 | 150 |
Chest (cms) | 79 (Unexpanded) 84 (Expanded) | – | 79 (Unexpanded) 84 (Expanded) | – |
Weight (Kg) | 50 | 40 | 50 | 40 |
Gujarat Police Bharti Important Dates 2020
Events | Dates |
Online application form start date | abhi aayi nahi hai |
Last date of online application form | ——————- |
Last date for Fee Payment | ——————- |
Admit Card Issue Date | ——————- |
Document Verification/ Physical Test Date | ——————- |
Written Exam Date | ——————- |
Gujarat Police Bharti Apply Online 2020
Application Mode: Online
Payment: Net Banking aur E-Challan dwara payment kar sakte hai..
- OJAS ki official website visit kare.
- Home page par apna Registration kare.
- Registration successful hone ke baad online form bharne.
- Form bharne ke liye Online Application mein Apply par click kare.
- Apply mein jakar Gujarat Police ki Constable posts ke liye application form hai.
Gujarat Police Application Fees 2019
S.No. | Category | Application Fees |
1. | General Category | Rs. 100/- |
2. | ST/SC/Ex-Serviceman | NIL (No fees) |
Gujarat Police Selection Process
- Phase 1: Written Test
- Phase 2: Physical Efficiency Test (PET)
- Phase 3: Medical Test
- Phase 4: Personal Interview
Gujarat Police Bharti Result 2020
DV List for General Category Female Candidates
Kuch Sawal & Jawab
Ans. Nahin, abhi tak Gujarat police bharti ki date nahin aayi hai. Click to more info.
Ans. Gujarat Police mein constable aur shipai posts ke liye minimum 12th pass hona zaruri hai. Click to more info.
Ans. Minimum age limit hai 18 years aur maximum hai 33 years. Ye age limit General category candidates ke liye hai. Click to more info.
Ans. Haan, rules ke anusar age mein relaxation milti hai. Click to more info.
12th ke baad kya kare
https://www.joshtalks.com/joshkosh/career/12th-ke-baad-kya-kare-ki-puri-jaankari/ aap yaha padh sakte hai.