Agar aapne bhi Madhya Pradesh police ke liye apply kiya hai toh aapke liye Admit Card bahut important hain kyonki bina admit card ke examination center mein entry nahi di jaati. Iss karan aapko apna admit card download karna hai aur exam ke din sath lekar jana hai. Ab hum aapko step by step batayenge ki aap MP Police Admit card 2019 ko kaise download kar sakte hain.
MP Police Admit Card 2019 abhi nayi aaya hai kyunki MP Police Bharti ki notification abhi nahi aayi hai. Jaise hi notification aayegi yaha par update kardij ayegi.
MP Police Bharti ki puri jaankari ke liye click kare
MP Polie Admit card kaise download kare?
Step 1: Madhya Pradesh police admit card download karne ke liye aapko Vapam ki website par jaana hai jiska link humne de rakha hai. ( http://peb.mp.gov.in/e_default.html ) Yahan par aapko sabse upar admit card ka link dikhega. Uss par click karein.
Step 2: Iss page par land hone ke baad apna 13 digit application number bharein aur date of birth bharein. Uske baad ‘Search’ ke option par click karein.
Step 3: Search option par click karne ke baad aapka admit card load ho jayega. Usse download karlein aur uska print out nikal ke rakhlein.
Admit Card mein di hui jaankariyan
- Candidate’s name
- Photograph
- Date of Birth
- Examination Centre Name
- Examination Date aur Time
- Signature
MP Police Bharti Selection Process
MP Police ki bharti mein alag alag phases mein selection process kiay jaata hai.
- Written Examination
- Physical Standard Test (PST)
- Physical Endurance/Efficiency Test (PET)
- Medical Test
- Trade Test
- Document Verification
MP Police Bharti Exam Pattern
Post Name | Paper | Max. Marks | Duration |
Constable | Paper 1 | 100 Marks | 2 Hours (120 Minutes) |
Head Constable & Assistant Sub Inspector (ASI) | Paper 2 | 100 Marks | 2 Hours (120 Minutes) |
Sub Inspector | Paper 1 | 100 Marks | 2 Hours (120 Minutes) |
Sub Inspector | Paper 2 | 200 Marks | 3 Hours (240 Minutes) |
MP Police Bharti Syllabus 2019 aur baaki jaankari ke liye click kare
Saari Latest Police Bharti 2019 Updates ke liye click karein
Toh hum ummeed karte ki aap MP Police Admit Card 2019 bataye gaye step se download kar lenge aur agar kuch poochna hai toh comment mein pooch sakte hai.