UPPSC Recruitment

UPPSC Recruitment Jisse Hindi mein Uttar Pradesh Lok Seva Aayog kaha jata hai. Yeh Uttar Pradesh mein alag-alag civil services mein entry level ki recruitment ke liye exam conduct karwati hai aur state agency hai. Hum aaj iss article mein UPPSC ki posts ke baare mein baat karenge.

UPPSC Recruitment 2020

Uttar Pradesh sarkar UPPSC mein har saal alag-alag posts ke liye bahut saari vacancy nikalti hai jiske baare mein aaj hum yahan baat karenge. Yahan aap niche post ki apply date, notification link aur UPPSC result etc ke baare mein jaanenge.

Yahan niche kuch posts ki detail mein jaankari dekh sakte hai


UPPSC AE Recruitment 2020

AE ek assistant engineer ki post hai jismein alag alag department ke liye bharti nikli hai aur total 712 post hai. 30 January 2020 tak aap online apply kar sakte hai.

Age Limit: 21 se 40 saal

Qualification: Kisi recognized university se Bachelor’s ki Degree.

Selection Process: Written Exam (Paper I & II) Objective Type & Interview.

Notification: Download Now

Apply Now: Click Here

UPPSC Admit Card: Abhi nahin aaya hai.


UPPSC BEO Recruitment 2020

BEO ka matlab hota Block Education Officer. Iski latest bharti ki date chali gayi hai. 

Age Limit: 21 se 40 saal

Qualification: Kisi recognized university se Bachelor’s ki Degree.

Selection Process: Prelims Exam aur Mains Exam.

Notification: Download Now

Apply Now: Date chali gayi

UPPSC Admit Card: Abhi nahin aaya hai.


UPPSC Combined State/ Upper Subordinate Services 2020

Age Limit: 21 se 40 saal

Qualification: Graduate.

Selection Process: Prelims Exam, Mains Exam aur Viva- Voce (Personality Test).

Notification: abhi tak notification announce nahin hui hai.

Apply Now: Date nahin aayi hai

UPPSC Admit Card: Abhi nahin aaya hai.


UPPSC Allopathic Medical Officer Grade-1 Recruitment 2020

Age Limit: 21 se 45 saal

Qualification: Bachelor Degree, PG, Master degree,  MD/MS, Diploma.

Selection Process: Written Examination aur Personal Interview Rounds.

Notification: abhi tak notification announce nahin hui hai.

Apply Now: Date nahin aayi hai

UPPSC Admit Card: Abhi nahin aaya hai.


UPPSC Principal, Lecturer, Asst Teacher, LDC, UDC Recruitment 2020

Age Limit: 21 se 40 saal

Qualification: Bachelor Degree, PG, Master Degree, B.Ed

Selection Process: Written Test/ Interview.

Notification: abhi tak notification announce nahin hui hai.

Apply Now: Date nahin aayi hai

UPPSC Admit Card: Abhi nahin aaya hai.


Toh aap dekh sakte hai jyadatar UPPSC vacancy ki date aayi nahin hai aur kuch ki chali gayi hai. Jaise hi UPPSC News, UPPSC Notification, UPPSC Recruitment aayegi toh hum yahan update kar denge. Agar kuch poochna chahte hai toh aap niche comment mein pooch sakte hai.

जन्म से ही क्रिकेट का दीवाना हूँ लेकिन क्रिकेटर बन नहीं सका और अब विकिपीडियन बनकर खिलाड़ियों पर लिखना शौक बना दिया है।

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here