होम new updated category testing

new updated category testing





Latest Police Bharti Updates 2019

All India Police Bharti rajya (state) ya kendra (central) police ke andar hoti hai. Har rajya mein alag se police bharti ki jaati hai. Police Bharti 2019 ke Latest vacancy ke notification, age limit, salary, exam date, application form, syllabus, amdit card, result etc.. ke liye iss article ko dhyan se padhe.

State ya central police mein bharti hone ke liye Bhartiye nagrik (Indian citizen) hona zaruri hai.

Admit Card

Police Bharati 2019 admit card download karne ke liye niche diye gaye button par click karke download kare.

Maharashtra Police Bharti 2019

Maha Police Bharti mein Constable yani Shipai aur Sub Inspector (SI) post ki vacancies nikal chuki hai. Dono post ke liye male aur female candidates eligible hai.

  • Constable Qualification: 10th/12th pass hona zaruri hai aur iske alava Marathi bhasha aani bhi zaruri hai.
  • SI Qualification: Graduation ke sath sathi Marathi bhasha aani bhi zaruri hai.


MAHARASHTRA POLICE BHARTI 2019 CLICK KARE

Haryana Police Bharti 2019

Haryana Police mein Constable aur Sub Inspector (SI) ki Bharti ki 2019 ki notification aa chuki hai. Constable post ke liye male aur female dono candidates apply kar sakte hai par SI ki post ke liye sirf male candidates hi apply kar sakte hai.

  • 5,000 Male Constable Vacancy aur 1,000 Female Constable Vacancy nikali gayi hai.
  • Constable Qualification: 10+2 pass kisi recognized board se aur 10th mein Hindi/ Sanskrit subjects hone chahiye.
  • 400 Post Sub Inspector Vacancy (Sirf Males) nikai gayi hai.
  • SI Qualification: Graduation complete hona anivarya hai.


HARYANA POLICE BHARTI 2019 CLICK KARE

Delhi Police Bharti 2019:

Delhi Police mein Constable aur Sub Inspector post ki notification jald hi release hone wali hai. SI ki post ke SSC CPO ke antargat aati hai.

  • Constable Qualification: 12th pass hona zaruri hai
  • SI Qualification: Graduation complete hona anivarya hai.

Delhi Police mein Constable aur Sub Inspector post ki notification jald hi release hone wali hai. SI ki post ke SSC CPO ke antargat aati hai.

  • Constable Qualification aur Age Limit: 18 se 24 saal ke candidates jo 12th pass hai
  • SI Qualification: 20 se 25 saal ke candidates jo graduates hai.


DELHI POLICE BAHRTI 2019 CLICK KARE

Uttar Pradesh Police Bharti 2019

UP Police men Constable aur Sub Inspector (SI) ki bharti har saal hazaro ki sankhya mein hoti hai. Inn dono post ke liye male/female candidates apply kar sakte hai. 2019 ki notification jald hi aane wali hai.

  • Constable Qualification: 12th pass hona zaruri hai
  • SI Qualification: Graduation complete hona anivarya hai.


UTTAR PRADESH POLICE BHARTI 2019 CLICK KARE

Rajasthan Police Bharti 2019

Rajasthan Police mein bharti mein Sub Inspector aur Constable ki recruitment ki jaati hai. SI mein bhi alag alag posts ke liye vacancy nikali jaati hai. Dono SI aur constable ke eligibility criterion alag alag hote hai. 2019 ka aavedan jald hi shuru hone wala hai.

  • SI posts: Pravartak / Technical / Assistant Sub Inspector (Technical) / Assistant Sub Inspector (Cypher) / Assistant Sub Inspector (Fitter)
  • Constable posts: GD constable / Band / Ghudsawar / Dog squad operator/Driver


RAJASTHAN POLICE SUB INSPECTOR (SI) BHARTI 2019 CLICK KARE

RAJASTHAN POLICE CONSTABLE BHARTI 2019 CLICK KARE

Madhya Pradesh Police Bharti 2019:

MP Vyapam Police Constable & SI Recruitment dono male aur female candidates ke liye ki jaati hai. Iss bharti ki 2019 ki notification aane wali hai.

  • Constable mein 13 alag alag post ke liye 14000 se zayda ki vacany nikali jaati hai.
  • Sub Inspector mein 8 posts ke liye 850 se se zayda ki vacany nikali jaati hai.


MADHYA PRADESH POLICE BHARTI 2019 CLICK KARE

Bihar Police Bharti 2019

Bihar Police mein bharti mein Sub Inspector aur Constable ki recruitment ki jaati hai jiske lie males aur females dono apply kar sakte hai.

  • Constable Qualification: 12th pass hona zaruri hai
  • SI Qualification: Graduation complete hona anivarya hai.


BIHAR POLICE BHARTI 2019 CLICK KARE

Chhattisgarh Police Bharti 2019

CG Police mein Sub Inspector aur Constable mein alag alag posts ki vacancy nikali jaati hai. Form jaldi hi nikalane wala hai.

  • Constable Qualification: 10th/12th pass hona zaruri hai
  • SI Qualification: Graduation complete hona zaruri hai.


CHHATTISGARH POLICE BHARTI 2019 CLICK KARE

Jharkhand Police Bharti 2019

Jharkhand Police Bharti mein badi sankhya mein har saal Constable aur Special Branch Constable ke liye bharti nikalti hai.

  • Constable Qualification: 10th pass hona zaruri hai
  • Special Branch Constable Qualification: 12th pass hona zaruri hai


JHARKHAND POLICE BHARTI 2019 CLICK KARE



डिस्प्ले करने के लिए कोई पोस्ट नहीं हैं

Advanced Excel Seekhen Josh Skills App Par

X