12th class ke students ko sahi career choose karne mein bahut confusion rehta hai. Sab student isi doubt mein rehte hai ki 12th ke baad kaunse field mein jaaye, kaunsa course kare taki apne liye ek accha career banakar successful ho sake. Ye article Science field mein career options ke liye hai. 12th ke baad kya kare science student ke saare sawaalon ka jawaab yahan mil jayenge.
Science stream mein career banaye
Science field humesha hi kaafi students ke liye first preference hoti hai. Science mein career banana bahut students ke liye zaruri hota hai aur yeh ek aisi stream hai jisase koi bhi field mein jaaya ja sakta hai chahe vo field Science ki ho, Commerce ki ho ya phir Arts ki. 10th ke baad Science lene ke liye percentage bhi bahut acchi chahiye aur isme competition bhi bahut hota hai. 12th ke baad kya kare science student ki puri jaankari niche di hui hai.
12th math ke baad kya kare in hindi (PCM)
PCM: Physics, Chemistry, Maths Career Options
12th biology ke baad kya kare (PCB)
PCM: Physics, Chemistry, Biology Career Options
- BAMS (Ayurvedic)
- BHMS (Homoeopathy)
- BUMS (Unani)
- Bachelor of Veterinary Science & Animal Husbandry (B.VSc AH)
- Bachelor of Naturopathy & Yogic Science (BNYS)
12th science ke baad kya kare in Hindi (Other Options)
- Defence Sector (Indian Army, Indian Navy, Indian Airforce)
- CA/CS/ICWA
12th ke baad kya kare (Science, Commerce, Arts) ki puri jaankari ke liye click kare
Humne koshish ki hai ke iss article ke madhyam se aapko 12th ke baad kya kare science student ke baare mein jaankari mil gayi hogi. Agar abhi bhi aapke mann mein graphic designer career se jude koi sawal hain toh humse comment mein jarur pucchein.