Jaisa ki aapko pata hai hi ki Madhya Pradesh ke 10th aur 12th ke exam har saal hote hai jismein laakho students pariksha dete hai. Iss saal iske exam February-March mein hue hai aur iska result May-June 2020 mein declared kiya ja sakta hai. Ab hum niche aapko yeh batayenge ki aap kaise MP Board 10th result aur MP Board 12th Result check kar sakte hai.
MP Board Result 2020 (May 2020 mein ghoshit kiya jaa sakta hai)
MP Board Exam date 2020
Class | Date |
10th | 3 March se 27 March 2020 |
12th | 2 March se 31 March 2020 |
10th ke baad career options ke liye click kare
12th ke baad career options ke liye click kare
Check MP Board Result 2020 in Hindi
Ab hum niche aapko batayenge ki kaise MPBSE Result aap aasani se check kar sakte hai step by step.
1) MPBSE Board Result check karne ke liye sabse pahle aapko MP Board Result ki official website par jaana hoga jo yeh hai – mpbse.nic.in
2) Jab aap yeh website open kar denge toh aapke saamne ek page khulega jismein MP ke jitne bhi exam result hai uski list dikh jaayegi. Aapko 10th ya 12th jiska bhi result dekhna hai uski link wahan mil jaayegi agar result declare ho chuka hai toh.
3) Iss tarah jab aap 10th ya 12th ke result wali link par click karenge toh ek form khulega jismein aapko apni detail daalni hoti hai.
4) Jab hum link par click karenge toh form mein aapko Roll Number aur Application No. daalna hoga. Example ke liye niche photo dekhe.
6) Sab fill karne ke baad aapko niche “Submit” par click kar dena hai aur phir result show ho jaayega.
Ghar baithe Free mein MS Excel sikhane ke liye click kare
Jobs after 12th Pass
Agar aap High school ke baad sidha sarkari job karna chahte hai to niche diye job options ke liye apply kar sakte hai:
Hope, ab aapko samajh mein aa gaya hoga ki MP Board Result kaise check karte hai. Agar koi sawal ho toh niche comment mein pooch sakte hai.