cbse-result

CBSE ke 10th aur 12th ke exam har saal hote hai jismein lakho students pariksha dete hai. CBSE ka full form Central Board of Secondary Education hai. Iss saal exam February-March mein hue hai aur iska parina July 2020 mein declared kiya jaayega. Toh aaiye ab hum 10th-12th CBSE Result/CBSE Board result check kaise karte hai uske baare mein jaante hai.

CBSE Result 2020 (May 2020 mein ghoshit kiya jaayega)

CBSE Exam date 2020 (CBSE Date Sheet 2020)

ClassDate
10th15 February – 20 March 2020
12th15 February – 30 March 2020

10th-12th Ke baad Jobs

10th ke baad career options ke liye click kare

12th ke baad career options ke liye click kare


Check CBSE Board Result 2020 in Hindi

Ab hum niche aapko batayenge ki kaise CBSE Result aap aasani se check kar sakte hai step by step.

1) CBSE Result check karne ke liye sabse pahle aapko official website par jaana hoga jo yeh hai – cbseresults.nic.in

2) Jab aap yeh website open kar denge toh aapke saamne ek page khulega jismein jitne bhi exam result hai uski list dikh jaayegi. Aapko 10th ya 12th jiska bhi result dekhna hai uski link wahan mil jaayegi agar result declare ho chuka hai toh. Example ke liye niche photo dekhe.

cbse-board-result

3) CBSE 10th-12th aur 10th-12th compartment ka parinam alag-alag date par nikalta hai.

4) Iss tarah jab aap 10th ya 12th ke result wali link par click karenge toh ek form khulega jismein aapko apni detail daalni hoti hai.

5) Jab hum link par click karenge toh form mein aapko Roll Number, School No., Centre No. aur Admit Card ID. fill karna hoga. Example ke liye niche photo dekhe.

cbse-result

6) Sab fill karne ke baad aapko niche “Submit” par click kar dena hai aur phir result show ho jaayega.


Ghar baithe Free mein MS Excel sikhane ke liye click kare

Jobs after 12th Pass

Agar aap High school ke baad sidha sarkari job karna chahte hai to niche diye job options ke liye apply kar sakte hai:

Railway Group D Vacancy

Railway NTPC Recruitment

SSC Stenographer Job

SSC CHSL Job

UP Police Bharti


Hope, ab aapko samajh mein aa gaya hoga ki CBSE Result/CBSE Board Result kaise check karte hai. Agar koi sawal ho toh niche comment mein pooch sakte hai.

जन्म से ही क्रिकेट का दीवाना हूँ लेकिन क्रिकेटर बन नहीं सका और अब विकिपीडियन बनकर खिलाड़ियों पर लिखना शौक बना दिया है।

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here