Indian army mein jo rally bharti hoti hai usmein ek written exam bhi hota hai jise Indian Army CEE (Combined entrance exam) kahte hai. Yeh rally mein sabhi round clear karne ke baad hota hai jismein alag-alag topic ke sawal hote hai. Chaliye full detail mein hum baat karte hai Indian Army Syllabus aur CEE ke baare mein.
Apni post ka syllabus jaane…
Indian Army Clerk/Store Keeper Syllabus
Soldier Technical aur (Aviation aur ammunition examiner)
Soldier Tradesman (VII/X) Syllabus
Surveyor Automated Cartographer Syllabus
JCO Religious Teacher Syllabus
Indian Army Written Exam
Jaisa ki hum upar bhi bata chuke hai ki indian army rally bharti mein jab aap sabhi round ko clear kar dete hai toh baad mein ek written exam hota hai jise CEE (Combined entrance exam) bhi kahte hai.
Iss exam mein alag-alag post ke liye alag-alag syllabus aur exam ka pattern hota hai. Kai subjects ke sawal pooche jaate hai aur phir pass hone waale candidates ki merit list banai jaati hai aur end mein final selection ke liye call aata hai.
Ab aap niche army rally bharti ki sabhi posts ka syllabus dekh sakte hai with sample paper. Toh chahliye indian army syllabus dekhte hai.
Indian Army GD Syllabus
Jo log 10th ke baad indian army mein join hona chahte hai unke liye GD (General duty soldier) ek bahut achhi post hai. Ismein jinke 10th mein 45% hai wo apply kar sakte hai. Ab hum jaanenge GD/Indian army written test ke baare mein.
Ab hum baat karte hai Indian Army GD Pattern aur Syllabus ke baare mein aur saath hi sample paper bhi denge jisse aapko exam mein help milegi.
Indian Army GD Exam Pattern
Sr. no. | Subject | Que. | Marks | Pass marks | Remarks |
1. | General Knowledge | 15 | 30 | 35 | NCC “C” cert holders are exempted |
2. | General science | 15 | 30 | ||
3. | Maths | 15 | 30 | ||
4. | Logical Reasoning | 5 | 10 | ||
Total | – | 50 | 100 | 35 | – |
Toh aap table mein dekh sakte hai GD ke exam mein 4 subjects se sawal pooche jaayenge jismein aapko pass hone ke liye kam se kam 35 marks laane honge.
Army GD ka syllabus
General Knowledge
General duty soldier ke exam mein GK ke subjects mein History, Culture, Geography, Sports, Awards and Prizes, Terminology, Indian Armed Forces, Continents and Sub Continents, Inventions and Discoveries, The Constitution of India, International Organizations, Books and Authors, Haal ki aur world level ki events aur Pramukh vyaktitva etc topic se sawal pooche jaate hai.
General Science
General Science ke subject mein Physics, Chemistry and Biology se sawal poochte hai. Jismein jeev aur non-jeev, jeevan ka adhaar – koshikayen, protoplasms aur ootak, paudho aur jaanvaron mein vridhi aur prajnan, manav sharir aur uske important ang, samanya maahwari, unke karan aur roktham ke upay ityadi.
Maths
Agar maths subject ki baat karein toh inn topic se sawal pooche jaayenge.
(i) Number Systems: Computation of Whole Number, Decimal and Fractions, Relationship between numbers.
(ii) Fundamental Arithmetical Operations: HCF, LCM, Decimal fraction, Percentages, Ratio and Proportion, Square roots, Averages, Interest (Simple and Compound), Profit and Loss, Discount, Partnership Business, Time and distance, Time and work.
(iii) Algebra: Basic algebraic problems.
(iv) Geometry: Familiarity with elementary geometric figures and facts.
(v) Mensuration: Triangle, Quadrilaterals, Regular Polygons, Circle etc.
(vi) Trigonometry: Trigonometry, trigonometric ratios, complementary angles, height and distances etc.
Logical Reasoning
The questions will be based on the logical ability of the candidates of age group ranging between 16 to 20 years.
Army Nursing Syllabus
Ab hum baat karte hai Soldier nursing assistant ke baare mein ki iske exam mein kitne sawal pooche jaayenge aur kitne marks ka paper hoga. Lekin isse pahle hum niche pattern bhi jaan lete hai.
Nursing CEE test ka syllabus Pattern
Sr. no. | Subject | Que. | Marks | Pass marks |
1. | General Knowledge | 10 | 40 | 80 |
2. | Maths | 05 | 20 | |
3. | Physics | 05 | 20 | |
4. | Biology | 15 | 60 | |
5. | Chemistry | 15 | 60 | |
Total | – | 50 | 200 | 80 |
Ismein 5 subject se sawal pooche jaate hai CEE test mein. Ab dekhte hai Indian Army Syllabus kaisa rahega matlab inn subjects mein kaise sawal aayenge.
General Knowledge
Iske exam mein GK ke subjects mein History, Culture, Geography, Sports, Awards and Prizes, Terminology, Indian Armed Forces, Continents and Sub Continents, Inventions and Discoveries, The Constitution of India, International Organizations, Books and Authors, Haal ki aur world level ki events aur Pramukh vyaktitva etc topic se sawal pooche jaate hai.
Mathematics
(i) Algebra.
(ii) Matrices & Determinants.
(iii) Analytical Geometry.
(iv) Trigonometry.
(v) Integral Calculus.
(vi) Differential Calculus.
(vii) Probability and Statistics.
(viii) Number Systems
(ix) Fundamental arithmetical operations
(x) Mensuration
(xi) Area, Volume and Surface Area
Physics
Bhautik gun aur avasthayen, dravyaman, bhaar, aaytan, ghantva aur vishisht gurutva, Principle of Archimedes, Pressure Barometer, vastuo ki gati, veg aur tvaran, gati ke Newtons niyam, bal aur sanveg, bal ke samanantar chaturbhuj, sthirta aur santulan, Gurutvakarshan, elementary ideas of work, Power and Energy, Heat and its Effects, dhwani ki tarange aur unke gun, paravartan aur aparvartan, golakar darpan aur lense, chumbak ke gun, Static and Current Electricity, conductors and Non-conductors, Ohms Law, Simple Electrical Circuits, Heating.
Biology
Basic Biology, Jeevan prakriya, Study of Birds, Human jeevan, human body ki vishishtata, Food aur Health, Necessity of balanced diet, Wasteful Food Practices, achhi health ke liye Essentials food, Cycles of materials, Ecological balance, Living resources, Habitat and Organisms, Adaptation.
Chemistry
Bhautik aur rasaynik parivartan, tatva, mishran aur yaugik, pratik, sootra aur saral rasayanik sanyojan ke niyam, vaayu aur jal ke gun, hydrogen, Oxygen, Nitrogen and Carbondioxide, Oxidation and Reduction, acids, bases and salts, carbon aur uske roop, praakritik aur kritrim urvark, parmanu ki sanrachna, parmanu, Equivalent and Molecular Weights aur Valency.
Indian Army Clerk & Store Keeper Syllabus
Join indian army mein clerk aur store keeper ki post ke liye bhi bahut saare log form bharte hai, iss karan ab hum iss post ke Indian Army Syllabus ke baare mein jaanenge.
Indian Army clerk & store keeper ka pattern
Sr. no. | Subject | Ques. | Marks | Minimum pass marks har part mein | Total pass mark | Remarks |
Part – I | ||||||
1. | General knowledge | 05 | 20 | 32 | 80 | Candidates ko har part ko alag se pass karna hoga |
2. | General science | 05 | 20 | |||
3. | Maths | 10 | 40 | |||
4. | Computer science | 05 | 20 | |||
1. | English | 25 | 32 | |||
Total | 50 | 200 | – |
Toh aapne clerk ke CEE test ka pattern toh dekh liya lekin ab poora syllabus niche jaante hai jo question pooche jaayenge. Yeh exam 100 marks ka hota hai jo table mein bataya gay.
Clerk aur store keeper ka syllabus
General Knowledge
Clerk ke exam mein GK ke subjects mein History, Culture, Geography, Sports, Awards and Prizes, Terminology, Indian Armed Forces, Continents and Sub Continents, Inventions and Discoveries, The Constitution of India, International Organizations, Books and Authors, Haal ki aur world level ki events aur Pramukh vyaktitva etc topic se sawal pooche jaate hai.
General Science
General Science ke subject mein Physics, Chemistry and Biology se sawal poochte hai. Jismein jeev aur non-jeev, jeevan ka adhaar – koshikayen, protoplasms aur ootak, paudho aur jaanvaron mein vridhi aur prajnan, manav sharir aur uske important ang, samanya maahwari, unke karan aur roktham ke upay ityadi.
Maths
(i) Number Systems: Computation of Whole Number, Decimal and Fractions, Relationship between numbers.
(ii) Fundamental Arithmetical Operations: HCF, LCM, Decimal fraction, Percentages, Ratio and Proportion, Square roots, Averages, Interest (Simple and Compound), Profit and Loss, Discount, Partnership Business, Time and distance, Time and work.
(iii) Algebra: Basic algebraic problems.
(iv) Geometry: Familiarity with elementary geometric figures and facts.
(v) Mensuration: Triangle, Quadrilaterals, Regular Polygons, Circle etc.
(vi) Trigonometry: Trigonometry, trigonometric ratios, complementary angles, height and distances etc.
Computer Science
Computer System, Concept of Memory, Input / Output Devices, Operating System ke Basic concept aur iske functions, Windows ka parichay, MS Word, MS Power Point, MS Excel.
English
(i) Comprehension.
(ii) Parts of Speech. (a) Article. (b) Noun and Pronoun. (c) Adjective. (d) Preposition. (e) Conjunction and models.
(iii) Verbs
(iv) Tenses. (a) Present/past forms. (b) Simple/continuous form. (c) Prefect forms. (d) future time reference.
(v) Sentence Structure
(vi) Type of Sentences. (a) Affirmative/interrogative sentences. (b) Use of Phrases. (c) Direct and Indirect speech. (d) Active and Passive Voice.
(vii) Other Areas. (a) Idioms and Phrases. (b) Synonyms and antonyms. (c) One word substitution.
Toh aapne dekh liya ki clerk ka exam thoda hard aur 2 part mein conduct kiya jata hai.
Sepoy Pharma Syllabus
Bhartiya Sena bharti mein ek post Sepoy Pharma ki hoti hai. Iss post ke D Pharma ya B Pharma kiye hue candidates apply kar sakte hai. Ismein bhi CEE ka test hota hai aur clear karna jaruri hai. Toh ab baat karte hai indian army written test ke baare mein jaanenge syllabus aur pattern.
Sepoy Pharma CEE test ka syllabus Pattern
Sr. no. | Part | Subject | Questions | Marks | Pass Marks | Remaks |
1. | Part I | General knowledge | 25 | 50 | 100 | Minimum 40 marks part I mein aur 60 marks Part II mein |
2. | English | 25 | 50 | |||
3. | Part II | Pharmacy – I | 30 | 60 | ||
4. | Pharmacy – II | 20 | 40 |
Aisa hoga sepoy pharma ka syllabus
General Knowledge
Iske exam mein GK ke subjects mein History, Culture, Geography, Sports, Awards and Prizes, Terminology, Indian Armed Forces, Continents and Sub Continents, Inventions and Discoveries, The Constitution of India, International Organizations, Books and Authors, Haal ki aur world level ki events aur Pramukh vyaktitva etc topic se sawal pooche jaate hai.
English
(i) Comprehension.
(ii) Parts of Speech. (a) Article. (b) Noun and Pronoun. (c) Adjective. (d) Preposition. (e) Conjunction and models.
(iii) Verbs
(iv) Tenses. (a) Present/past forms. (b) Simple/continuous form. (c) Prefect forms. (d) future time reference.
(v) Sentence Structure
(vi) Type of Sentences. (a) Affirmative/interrogative sentences. (b) Use of Phrases. (c) Direct and Indirect speech. (d) Active and Passive Voice.
(vii) Other Areas. (a) Idioms and Phrases. (b) Synonyms and antonyms. (c) One word substitution.
Pharmacy-I
(i) Pharmaceutical Chemistry.
(ii) Biochemistry.
(iii) Human Anatomy.
(iv) Physical Health Education.
(v) Community Pharma.
Pharmacy-II
(i) Pharmacology & Toxicology.
(ii) Pharma Jurisprudence.
(iii) Drugs store and inventory management.
(iv) Hospital and clinical pharmacy.
Soldier Tradesman VII/XI
Ab baat hai tradesman post ki. Ji haan tradesman all arms ki post ke liye 10th aur ITI waale form bhar sakte hai. Form bharne ke liye niche button par click karein.
Niche Pattern dekhe
Sr. no. | Subject | Que. | Marks | Pass marks | Remarks |
1. | General Knowledge | 15 | 30 | 35 | NCC “C” cert holders are exempted |
2. | General science | 15 | 30 | ||
3. | Maths | 15 | 30 | ||
4. | Logical Reasoning | 5 | 10 | ||
Total | – | 50 | 100 | 35 | – |
Toh aap table mein dekh sakte hai GD ke exam mein 4 subjects se sawal pooche jaayenge jismein aapko pass hone ke liye kam se kam 35 marks laane honge.
Army Tradesman ka syllabus
General Knowledge
Tradesman ke exam mein GK ke subjects mein History, Culture, Geography, Sports, Awards and Prizes, Terminology, Indian Armed Forces, Continents and Sub Continents, Inventions and Discoveries, The Constitution of India, International Organizations, Books and Authors, Haal ki aur world level ki events aur Pramukh vyaktitva etc topic se sawal pooche jaate hai.
General Science
General Science ke subject mein Physics, Chemistry and Biology se sawal poochte hai. Jismein jeev aur non-jeev, jeevan ka adhaar – koshikayen, protoplasms aur ootak, paudho aur jaanvaron mein vridhi aur prajnan, manav sharir aur uske important ang, samanya maahwari, unke karan aur roktham ke upay ityadi.
Maths
Agar maths subject ki baat karein toh inn topic se sawal pooche jaayenge.
(i) Number Systems: Computation of Whole Number, Decimal and Fractions, Relationship between numbers.
(ii) Fundamental Arithmetical Operations: HCF, LCM, Decimal fraction, Percentages, Ratio and Proportion, Square roots, Averages, Interest (Simple and Compound), Profit and Loss, Discount, Partnership Business, Time and distance, Time and work.
(iii) Algebra: Basic algebraic problems.
(iv) Geometry: Familiarity with elementary geometric figures and facts.
(v) Mensuration: Triangle, Quadrilaterals, Regular Polygons, Circle etc.
(vi) Trigonometry: Trigonometry, trigonometric ratios, complementary angles, height and distances etc.
Logical Reasoning
The questions will be based on the logical ability of the candidates of age group ranging between 16 to 20 years.
Soldier Technical aur (Aviation aur ammunition examiner)
Join indian army mein jo technical ki post mein bharti hona chahte hai unke liye 2 posts hai ek soldier technical aur doosri Soldier Technical (Aviation aur ammunition examiner). Ismein interested candidates apply kar sakte hai. Chaliye ab pattern aur syllabus jaante hai.
CEE test ka Pattern
Sr. no. | Subjects | Questions | Marks | Pass marks | Remarks |
a | GK aur Reasoning | 10 | 40 | 80 | – |
b | Maths | 15 | 60 | ||
c | Physics | 15 | 60 | ||
d | Chemistry | 10 | 40 |
CEE test ka syllabus
General Knowledge
GK ke subjects mein History, Culture, Geography, Sports, Awards and Prizes, Terminology, Indian Armed Forces, Continents and Sub Continents, Inventions and Discoveries, The Constitution of India, International Organizations, Books and Authors, Haal ki aur world level ki events aur Pramukh vyaktitva etc topic se sawal pooche jaate hai.
Maths
(i) Algebra.
(ii) Matrices & Determinants.
(iii) Analytical Geometry.
(iv) Trigonometry.
(v) Integral Calculus.
(vi) Differential Calculus.
(vii) Probability and Statistics.
(viii) Number Systems
(ix) Fundamental arithmetical operations
(x) Mensuration
(xi) Area, Volume and Surface Area
Physics
Bhautik gun aur avasthayen, dravyaman, bhaar, aaytan, ghantva aur vishisht gurutva, Principle of Archimedes, Pressure Barometer, vastuo ki gati, veg aur tvaran, gati ke Newtons niyam, bal aur sanveg, bal ke samanantar chaturbhuj, sthirta aur santulan, Gurutvakarshan, elementary ideas of work, Power and Energy, Heat and its Effects, dhwani ki tarange aur unke gun, paravartan aur aparvartan, golakar darpan aur lense, chumbak ke gun, Static and Current Electricity, conductors and Non-conductors, Ohms Law, Simple Electrical Circuits, Heating.
Chemistry
Bhautik aur rasaynik parivartan, tatva, mishran aur yaugik, pratik, sootra aur saral rasayanik sanyojan ke niyam, vaayu aur jal ke gun, hydrogen, Oxygen, Nitrogen and Carbon Dioxide, Oxidation and Reduction, acids, bases and salts, carbon aur uske roop, praakritik aur kritrim urvark, parmanu ki sanrachna, parmanu, Equivalent and Molecular Weights aur Valency.
Surveyor Automated Cartographer
Join indian army ki havildar surveyor automated cartographer ki post bhi hoti hai aur ismein BA aur BSc waale log apply kar sakte hai. Ab baat karte hai iske pattern aur syllabus ki.
Aisa hai pattern
Sr. no. | Parts | Subjects | Questions | Marks | Pass marks | Remarks |
1. | Part I | Maths | 50 | 100 | 100 | Minimum 40 marks part I aur II ke ke liye. |
2. | Part II | Physics | 25 | 50 | ||
3. | Chemistry | 25 | 50 |
Surveyor Automated Cartographer ka Syllabus
Mathematics
(i) Algebra, Vector Algebra & Trigonometry
(ii) Matrices & Determinants.
(iii) Analytical & 3D Geometry.
(iv) Integral & Differential Calculus.
(v) Probability and Statistics.
(vi) Number Systems & Complex numbers
(vii) Fundamental arithmetical operations & Mensuration
(viii) Area, Volume and Surface Area
(ix) Binomial theorem & Sequence and series
(x) Permutation and Combination
Physics
Bhautik gun aur avasthayen, dravyaman, bhaar, aaytan, ghantva aur vishisht gurutva, Principle of Archimedes, Pressure Barometer, vastuo ki gati, veg aur tvaran, gati ke Newtons niyam, bal aur sanveg, bal ke samanantar chaturbhuj, sthirta aur santulan, Gurutvakarshan, elementary ideas of work, Power and Energy, Heat and its Effects, dhwani ki tarange aur unke gun, paravartan aur aparvartan, golakar darpan aur lense, chumbak ke gun, Static and Current Electricity, conductors and Non-conductors, Ohms Law, Simple Electrical Circuits, Heating.
Chemistry
Bhautik aur rasaynik parivartan, tatva, mishran aur yaugik, pratik, sootra aur saral rasayanik sanyojan ke niyam, vaayu aur jal ke gun, hydrogen, Oxygen, Nitrogen and Carbondioxide, Oxidation and Reduction, acids, bases and salts, carbon aur uske roop, praakritik aur kritrim urvark, parmanu ki sanrachna, parmanu, Equivalent and Molecular Weights aur Valency.
JCO Religious Teacher Syllabus
Indian army mein JCO religious teacher ke liye ek post hai jise aap poori jaankari niche button par click karke padh sakte hai. Ismein graduate hona jaruri hai phir apply kar paayenge. Chaliye abhi niche pattern aur syllabus jaante hai.
Kuch aisa hoga exam ka pattern
Sr. no. | Subjects | Questions | Marks | Pass marks | Remarks |
1. | Paper-I General Knowledge | 50 | 100 | 40 | Candidates ko dono part alag-alag pass karne hai. |
2. | Paper-II Dharm ka knowledge | 50 | 100 | 40 | |
3. | Interview | – | 100 | 50 | Written exam ko clear karne waale hi Interview mein jaayenge. |
General Knowledge
Paper-I mein GK ke subjects mein History, Culture, Geography, Sports, Awards and Prizes, Terminology, Indian Armed Forces, Continents and Sub Continents, Inventions and Discoveries, The Constitution of India, International Organizations, Books and Authors, Haal ki aur world level ki events aur Pramukh vyaktitva etc topic se sawal pooche jaate hai.
Paper-II – Pandit, Maulvi, Granthi, Padre, Monk : Rituals, Scriptures and Discourses of Hinduism, Islam, Sikhism, Christianity and Buddhism, Motivational concepts.
Education Havildar Syllabus
Ab hum baat karenge education havildar ke syllabus aur pattern ke baare mein aur jaanenge ki iska CEE test clear karne ke liye aapse kaise sawal pooche jaayenge.
Havildar ke CEE test ka pattern
Sr. no. | Subjects | Questions | Marks | Pass marks | Remarks |
1. | Paper-1, GK aur English | 50 | 50 | 20 | Candidates ko dono paper pass karne jaruri hai. |
2. | Paper-2, Maths, Physics, Bio, Chemistry aur computer science | 50 | 50 | 20 |
Halivdar ke CEE test ka syllabus
Paper-1
General Knowledge
Paper-1 mein GK ke subjects mein History, Culture, Geography, Sports, Awards and Prizes, Terminology, Indian Armed Forces, Continents and Sub Continents, Inventions and Discoveries, The Constitution of India, International Organizations, Books and Authors, Haal ki aur world level ki events aur Pramukh vyaktitva etc topic se sawal pooche jaate hai.
English
(i) Comprehension.
(ii) Parts of Speech. (a) Article. (b) Noun and Pronoun. (c) Adjective. (d) Preposition. (e) Conjunction and models.
(iii) Verbs
(iv) Tenses. (a) Present/past forms. (b) Simple/continuous form. (c) Prefect forms. (d) future time reference.
(v) Sentence Structure
(vi) Type of Sentences. (a) Affirmative/interrogative sentences. (b) Use of Phrases. (c) Direct and Indirect speech. (d) Active and Passive Voice.
(vii) Other Areas. (a) Idioms and Phrases. (b) Synonyms and antonyms. (c) One word substitution.
Paper-2
Maths
(i) Algebra.
(ii) Matrices & Determinants.
(iii) Analytical Geometry.
(iv) Trigonometry.
(v) Integral Calculus.
(vi) Differential Calculus.
(vii) Probability and Statistics.
(viii) Number Systems
(ix) Fundamental arithmetical operations
(x) Mensuration
(xi) Area, Volume and Surface Area
(xii) Vector Algebra
(xiii) Binomial theorem
(xiv) 3D Geometry
(xv) Sequence and series
(xvi) Permutation and Combination
(xvii) Complex numbers
Physics
Bhautik gun aur avasthayen, dravyaman, bhaar, aaytan, ghantva aur vishisht gurutva, Principle of Archimedes, Pressure Barometer, vastuo ki gati, veg aur tvaran, gati ke Newtons niyam, bal aur sanveg, bal ke samanantar chaturbhuj, sthirta aur santulan, Gurutvakarshan, elementary ideas of work, Power and Energy, Heat and its Effects, dhwani ki tarange aur unke gun, paravartan aur aparvartan, golakar darpan aur lense, chumbak ke gun, Static and Current Electricity, conductors and Non-conductors, Ohms Law, Simple Electrical Circuits, Heating.
Chemistry
Bhautik aur rasaynik parivartan, tatva, mishran aur yaugik, pratik, sootra aur saral rasayanik sanyojan ke niyam, vaayu aur jal ke gun, hydrogen, Oxygen, Nitrogen and Carbondioxide, Oxidation and Reduction, acids, bases and salts, carbon aur uske roop, praakritik aur kritrim urvark, parmanu ki sanrachna, parmanu, Equivalent and Molecular Weights aur Valency.
Biology
Basic Biology, Jeevan prakriya, Study of Birds, Human jeevan, human body ki vishishtata, Food aur Health, Necessity of balanced diet, Wasteful Food Practices, achhi health ke liye Essentials food, Cycles of materials, Ecological balance, Living resources, Habitat and Organisms, Adaptation.
Computer Science
Computer System, Concept of Memory, Input / Output Devices, Operating System ke Basic concept aur iske functions, Windows ka parichay, MS Word, MS Power Point, MS Excel.
Agar abhi bhi aap man mein Indian Army Written test se juda koi sawal ya koi jankari janna chahte hain toh humein comment kijiye hum reply jarur karenge.
Jai hind