Home Business Plan

Big Business Ideas in Hindi | ₹ 5 lakh – 10 lakh Me Konsa Business Kare Ki Puri Jaankari

big business ideas in hindi jaane aur shuru kare 5 se 10 lakh me konsa business kare

Iss article mein jaane Big business ideas in India in Hindi ke avasar ki jaankari jaise ₹ 5 lakh – 10 lakh me konsa business kare, Business Plans etc..

Big Business Ideas in Hindi : ₹5 -10 lakh me konsa business kare?

Food Truck Business Plan

Kirana Store/ General Store Business Plan

Pharmacy Business Plan


Big Business Ideas in Hindi

big business ideas in hindi jaane 10 lakh me konsa business kare

Scale

scale

Food Truck Business Plan

Food Truck Business ek trending business idea banta ja raha hai. Kuch saalon se kaafi log iss business ko khol rahe hai aur achhi kamai kar rahe hai. Iss business mein investment zayda hai par profit bhi utna hi acha hai. Foordtruck kholane ke liye kuch legal aur license process karni zaruri hoti hai kyunki yeh ek ‘food business’ hai.

ArrowDown

Foodtruck Business Plan ke liye click kare

Kirana Store/ General Store Business Plan

Kirana Stores ya General Stores har locality mein hote hai aur inki zarurat har residential area mein hoti hai kyunki logon ko roz-marra ki cheezon ke liye apne ghar ke pass Kirane ki dukaan par hi jaate hai. Ye ek aisa business hai jisme saal bhar customer aate hai. Isko kholane mein investment to zayda lagti hai par profit margin achha hota hai.

ArrowDown

Kirana Store Business Plan ke liye click kare

Pharmacy Business Plan

Pharmacy Business ya Medical Store ek accha business option hai kyunki yeh business humari health se juda hai. Logon ko apni health ka khaas dhyan rakhna hota hai aur agar kisi karan unki sehet theek nahi rehti to unko davaiyoon ki zarurat padhti hai jo ek Pharmacy Store me hi milti hai. Yahi wajah hai ki Pharmacy store business mein kabhi customers ki kami nahi hoti.

ArrowDown

Pharmacy Business Plan ke liye click kare

Humein umeed hai ke iss information se aapko kaafi had tak samajh aagaya hoga ki India mein big business mein ₹ 5 se 10 lakh me konsa business kare acha profit kamane ke liye. Humne puri kosish ki hai ke shuruwat se ant tak aapko big business idea in Hindi se jude har sawal ka jawab mil jaye. Agar abhi bhi aapko kisi jankari ki jarurat ho toh comment mein jarur puchein. Hum aapki puri madad karenge.

NO COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Sikhe Nayi Skills aur Paye Apni Dream Job. Download Josh Skills App

X