Kya aap bhi kuch aise business ideas ke baare mein janana chahte hain jinhe aap Rs 1,00,000 – 5,00,000 tak ke nivesh mein shuru kar sakte hain? Yadi nahi, toh aaj hum aapko aise hi kuch big business ideas ke baare mein batayenge. Aaj ke iss daur mein apna khud ka business shuru karna mushkil jarur hai par namumkin nahi, jarurat hai toh proper business guide ki. Agar aap bhi confused hai ki 5 lakh me konsa business kare, Toh yeh blog jarur padhein jahan hum aapko big business ideas se judi puri jaankari detail mein denge.
Rs 1,00,000 – 5,00,000 ki punji me best business ideas jaane jaise-
5 Lakh Me Konsa Business Kare
Scale
Hair salon business ek accha business option jisme profit kamane ka scope bahut zayda hai. Hair salon business mein laagat Rs. 2 se 3 Lakh tak ho sakti hai.
Hair Salon Business Plan ke liye click kare
Bakery Business Plan
Bakery products jaise Cakes, Breads daily essentials products mein aate hai aur inki demand bhi humesha rehti hai. Har chote badhe sehar mein bakery hoti hai. Bakery kholna ek aisa business option hai jisme mein achaa munafa hota hai.
Bakery Business Plan ke liye click kare
Boutique Business Plan
Pichle 10 saalo mein Indian fashion industry ek bahut hi unche starr par pahunch chuki hai jisase yuvayon ko kayi fashion designing courses aur small scale businesses jaise boutiqe etc. shuru karne ki opportunities mili hain.
Boutique Business Plan ke liye click kare
Beauty Parlour Business Plan
India beauty and wellness industries ki ranking mein Top 5 countries mein se ek hai aur 2020 tak ye industry INR 1,50,000 Crores tak ka business kar sakta hai. Beauty parlour business ek aisa business jisse ghar baithe bhi khola jaa sakta hai.
Beauty Parlour Business Plan ke liye click kare
Travel Agency Business Plan
India mein tourism industry 7-10% har saal badh rahi hain. Indian government ne bhi ye change dhekha aur kaafi isse promote kara jara hain. Travel agency ek type ka business model hain jismein ticketing, online bookings se related kaam hota hain aur isme profit margin bhi accha khaasa hai.
Travel Agency Business Plan ke liye click kare