rpf constable recruitment

RPF Constable Admit Card 2019 release ho chuka hai.

RPF Constable Admit Card, Jab aap railway protection force ka exam dene jaayenge toh aapke paas apna admit card hona bhi bahut jaruri hai. Admit Card ko log hall ticket aur call letter bhi bolte hai jo exam ke time dekha jata hai and phir entry karai jati hai.

Toh aapko bata de ki RPF Constable ke liye male aur female dono apply kar sakte hai. Ismein 10th pass male and female apply karte hue naukri kar sakte hai. Chaliye Admit Card kaise download kar sakte hai uske baare mein baat karte hai.

RPF Constable Recruitment Full Detail


RPF Constable Admit Card 2019 Available

Download TT & DV Admit Card (Group A, B, C, D & F)

Download PMT/ PET Admit Card (Group C, D & F)

Download PMT/ PET Admit Card (Group A, B, & E)

Aise download karein RPF Constable Admit Card

Jo humne niche step bataye hai unke anusar aap apna admit card aasani se download kar sakte hai.

1: Sabse pahle aapko official website kholni hogi : RPF website 

2: Iske baad aapko apne group ko select karna hai jismein 6 group hote hai.

3: Iske baad naya page khul jaayega jismein aapse kuch detail maangi jaayegi jo bharni hai.

4: Ismein aapko registration no. and date of birth daalni hogi aur phir sabse niche login ke button par click karna hai.

5: Jab aap aisa login ke button par click kar denge toh aapke saamne naya page khul jaayega.

6: Iske baad saavdhani se instruction padhni hai.

7: Instruction padhne ke baad admit card ko Download kar sakte hai aur uska print out nikal sakte hai.

8: Aapko apna RPF Constable Admit Card sahi rakhna hai taki exam mein koi pareshani na ho.

Jab exam hoga tab candidates ko admit card ke saath jo kuch bhi photo ID proof ya kuch lekar aane ko bolte hai toh wo lekar jaana hoga.


Toh ummid karte hain ki aap ab aasani se inn bataye gaye step se RPF Constable ka admit card download kar denge. Lekin koi agar doubt ya kuch samajh nahin aa raha hai toh niche comment box mein pooch sakte hai jiska jawab hum jarur denge.

जन्म से ही क्रिकेट का दीवाना हूँ लेकिन क्रिकेटर बन नहीं सका और अब विकिपीडियन बनकर खिलाड़ियों पर लिखना शौक बना दिया है।

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here