ndian army female recruitment bharti 2019 ki jaankari

Males Rally Bharti Admit Card 2020 ke liye yahan click kare
Iss saal Bharat ke itihaas mein pehli baar Indian Army ne females/girls ko soldier post ke liye bharti nikali hai. Ye bharti All over India ke liye hai jisme 10th pass females apply kar sakti hai. Iska application form 30th June 2019 ko band ho chuka hai. Ab iske agale round yani Rally Bharti Physical ka Admit card chahiye hoga. Join Indian Army Admit card sirf unn females candidates ko hi aayega jinka merit list mein naam hoga. Ye information candidates ke registered email id par bhej di gayi hai. Merit list ki shortlisting 10th ke marks ke basis par ki gayi hai aur cut off percentage hai ‘86%’ 10th class mein. Belgaum mein bharti ho chuki hai. Ab baaki bharti locations ke admit card aane hai.

Lucknow Rally Bharti ka Admit card release ho chuka hai. Download karne ke liye niche padhein. 

admit_card_released

Yaad rakhe kisiko bhi admit card post hi bheja jayega. Admit card ko online download karna hoga.

Indian Army Admit Card kaise download kare?

Indian army Admit card download karne ke liye ye steps follow kare:

Step 1: Indian army ki official website par jaaye – Join Indian Army Admit Card

Step 2: Page khulte hi ek captcha code aayega jisko aapko enter karna hoga website ke andar jaane ke liye.

indian army website

Step 3: Homepage khulne ke baad “JCO/OR Apply Login” par click kare

jco admit card

Step 4: Apni registered email id aur password use karke apne account mein login kare.

army admit card

Step 5: Login karne ke baad Admit Card screen par display hojyega.

download_admit_card

Step 6: Admit card ko download karke A4 size sheet par print out nikal le.

Join Indian Army Admit Card 2020 download kare

Army Admit Card 2020 mein ye details mention hogi

1.    Candidate’s Name

2.    Date of Birth

3.    Gender (Male/ Female)

4.    Mother’s/ Father’s Name

5. Address

6. District

8.    Marital Status

9.    Venue

10.  Reporting Time

11.  Army Recruitment office location

12.  Highest Educational qualifications

13. Regn No.

14.  Important guidelines

Rally Location

Yeh bharti July, August aur September 2020 mein Ambala, Lucknow, Jabalpur, Bangalore aur Shillong mein hogi.

rally_locations

Rally ke liye zaruri documents:

  • Admit Card: Acchi quality paper par admit card ka print out.
  • Photograph: 2 passport size photographs white background par aur 3 months se purani nahi honi chahiye
  • Education Certificates: Original certificate hona chhaiye Matric/ Intermediate / Graduation etc recognized school/college se. Agar provisional certificate hai to school/college ske head se sign hona chahiye. Aur jin candidates ke pass matric open school ka certificate hai unko BEO / DEO se school leaving certificate sign karana hoga.
  • Nativity/Domicile Certificate: Nativity Certificate  photograph ke sath jo Tehsildar/District Magistrate se issue hona chahiye.
  • Class/ Caste Certificate: Class/ Caste Certificate photograph ke sath jo Tehsildar/District Magistrate se issue hona chahiye.
  • Religion Certificate: Religion certificate Tehsildar/SDM se issues hona chahiye. (Agar “SIKH/HINDU/MUSLIM/ CHRISTIAN” religion hai to caste certificate mein religion mention nahi hota)
  • School Character Certificate:Last attended school se School Character Certificate jo School/College Principal/ Headmaster se sign hona chahiye
  • Character Certificate: Character Certificate photograph ke sath jo Village Sarpanch/Municipal Corporation se last six months ke andar issue hona chahiye
  • NCC Certificate: NCC A/ B/ C certificates
  • Relationship Certificate: Daughter of Servicemen (DOS), Daughter of Ex-Servicemen (DOEX), Daughter of War Widow (DOWW), Daughter of Widow of Ex-Servicemen (DOW) lo kuch certificates dene honge. Jaise:
Relationship_Certificate
  • Unmarried Certificate: Iss post ke liye candidates ka unmarried hona zaruri hai. Unmarried Certificate photograph ke sath jo Village Sarpanch/Municipal Corporation se issue hona chahiye last six months ke andar
  • Married Candidates
Married_candidates
  • Single Bank A/C, PAN Card & AADHAR Card

Female Soldier Bharti Selection Process

Phase 1: Shortlisting

Phase 2: Rally Bharti Physical

Phase 3: Rally Bharti Medical

Phase 4: Written Entrance test CEE

Indian Army Female Recruitment 2020 ki jaankari ke liye click kare

Gents Rally Bharti Admit Card ke liye click kare

237 COMMENTS

  1. sir mene women gd soldier 2019 m apply ki hn lkin abh tk mere pass email m koi bhi message ni aaye h esa kyu mam plz inform me sir/mam

    • Abhi nahi aya hai Military Police female bharti ka admit card. Jaise hi aayega hum is blog pe update kar deinge.
      Aap neeche click karke humare ladies armed forces bharti ke group ko bhi join kar sakte hai jis mein bhi hum admit card ka update kar deinge
      http://bit.ly/2Lj0YZf

  2. Ma’am.mera admit card abhi tk aaya nhi ..n registration mistake h ek ki Maine category m daughter of ex-serviceman fill nhi Kiya ?? Kindly help me out wht will I do??plsss

      • Hlo mam…..I am Ramandeep Kaur.
        Mam mainu shortlisting message aa Gaya hai….and mam mere 10 th class ch 87 Percent marks ne.and mam meri hieght 152 hai…but mam mere ch race kafi jayada nahi hai… please tell me something..k isda koi solution hai..and mam main army join karna chaundi aaa….

        • Hi Ramandeep,
          Congratulations ki aapki shortlisting hogayi hai. Aapko ab physical pass karne ke liye bahut mehnat padhegi. Running par dhyan de. Roz zayda se zayda running kare aur stamina badhaye. Physical pass karna bahut zaruri hai army join karne ke liye. Aap youtube par videos dekhe ki log kaise taiyari karte hai.

          • Ok mam…. thank you so much..for give me advice.ok main puri tyari kar Rahi aa.but thodi jhi problem aa Rahi aa ..kyuki main pehla kade v running nahi keeti..and mama please tell me k rally kado hai???and mam thanks again….

      • Mam mere 10 th class ch 87 Percent marks ne……and meri height 152 cm hai…..and meri race kafi jyada nahi hai …… but main army join karna chaundi aaaa.please tell me…..

        • Ji aapne iss baar jo soldier ki bharti nikli thi usmein apply kiya hai yaa nahin kyonki abhi apply nahin kar sakte uski date nikal gayi.

  3. Sir l am the daughter of ex-service men
    The registration time l give the details
    Of ex-service men daughter. And l downloard print out .but the print out not
    details for l am ex-service men daughter
    Mam plz give reply

    • Abhi nahi aya hai Military Police female bharti ka admit card. Jaise hi aayega hum is blog pe update kar deinge.
      Aap neeche click karke humare ladies armed forces bharti ke group ko bhi join kar sakte hai jis mein bhi hum admit card ka update kar deinge
      http://bit.ly/2Lj0YZf

    • Abhi nahi aya hai Military Police female bharti ka admit card. Jaise hi aayega hum is blog pe update kar deinge.
      Aap neeche click karke humare ladies armed forces bharti ke group ko bhi join kar sakte hai jis mein bhi hum admit card ka update kar deinge
      http://bit.ly/2Lj0YZf

  4. mam admit ayega h official web pe Aaya h but mera nai aaya n nam shortlisted nai hua bolke v koyi email nai aaya h kya karu mera 153 heigh h n 66.7%

    • Abhi nahi aya hai Military Police female bharti ka admit card. Jaise hi aayega hum is blog pe update kar deinge.
      Aap neeche click karke humare ladies armed forces bharti ke group ko bhi join kar sakte hai jis mein bhi hum admit card ka update kar deinge
      http://bit.ly/2Lj0YZf

  5. Mam, I didn’t shortlist…I have 82%,daughter of Ex-serviceman and I’m NCC C certificate holder with A Grade…i don’t know what to do….this is the last chance … After that I cannot apply for it….my age will be bar 😑

    • Abhi nahi aya hai Military Police female bharti ka card. Jaise hi aayega hum is blog pe update kar deinge.
      Aap neeche click karke humare ladies armed forces bharti ke group ko bhi join kar sakte hai jis mein bhi hum admit card ka update kar deinge
      http://bit.ly/2Lj0YZf

  6. Mam cmp kaliya application baj ma ex-service men daughter.lakkin printout ma
    Ex-service men ka nam nahi hai ma ex-servicemen relation certificate dana ha kayaa

  7. (Not shortlist intimation: women mp)

    Mam email par aisa massage diya hai kyo

    Aur ye bhi diya hai ki
    Mujhe kul pratishat ke rup me shortlist nhi kiya gya hai
    meri height aavasyak mandand ko pura nhi kr rha hai

    Mam kya mera admit card nhi ayega mujhe kuch samjh nhi aa rha h
    Meri hight bhi shi hai

  8. Mam mera 10 class me 55% he to kya mera admit card nhi aayega mam mene bahot mehant ki h mam mene meri hight 152 he mam meri running bhi achi h 7 minutes me 1600 meter kar leti hu din rat running ki taiyari ki h mene mam kuch karo mera admit card nhi aaya to Mar jaugi mam mene bahot tayari ki h is bharti ke liye mam ab me kya karu mujhe bahut rona arha h kuch karo mam please

  9. Sir please ham logo ka sapna na todiye sir kuchh kariye aap log mera 10vi me 78% mark hai sir please .jai hind sir

    • Aise ummid todne se kuch nahin ho sakta. Yeh female ke liye pahli baar soldier bharti thi iss karan ismein post bhi bahut kam thi aur shayad isi kaaran cut off jyada raha. Next bharti mein kya pata kuch changes ho.

  10. mam ye jo cut off marks nikla hai wo such hai kya mera 10th me 62.2 percent hai mai bahut manethe ki hai please mam batha de ki admit card aya hai ya nani kyu ki abhi tak mere email per messege nahi aaya hai plele mam mera bhi admit card aa jaye

  11. Good evening mam.mam rally kado hai…. please tell me.and mam main Punjab(bathinda)to aaaa.and meri rally Punjab ch hi hougi??? please tell me.

  12. Mere 83.6% hai 10th me
    Aur meri height 5″6 feet h
    But phir bhi m sirf 3 % se bahar nikaal di
    Its a destiny nothing else
    But agr aise merit lgani thi toh notification me 10th me 45% ni daalna tha
    Yeh toh sbka pgl bnana hua na itni mehnt ki physically aur written k liye merit ka system baad me rkhna tha yaa physical me nikaal de but. Life ka first step hi back flip kr diya aapne..i m full mad about about indian army its a life of me …. aapne yeh kya majak kiya hmare saath agr pehle yeh merit ka system bta dete toh form,fill hi ni krte hm 86% se neeche vale iske chakkr me sb kuch ignore kr diya but tm toh sbki life se khelte ho hmse pucho hm kitni mehnt krte h aur vo dikhane ka moka bhi ni mila
    Mila toh kya bs ek merit jiski koi value ni rhi ab

    • Didi aap niraash nahi ho. Sabhi pareshan hi ki itna zyada cut off kahan se a gaya. Abhi aur bharti bhi ayegi MP mein. Kaha ja raha hai ki military police mein 20% posts ladies ke liye hai. Anyway yeh to soldier position thi aap graduation karo aur phir officer ki tarah apply karna. Aap humare ladies defence bharti group ko join karo aur wahan aur options dekho
      https://www.facebook.com/groups/indiandefencejobsfemales/

  13. Mam iam palak mere 10th class me 91.42‰ he or mera shorlisting ho gye but mera admit card nhi aya he plzz conform me

  14. Hlo mam i getting 87.5/marks in 10th class but mere email pi msg aaya ki apki percent km h so apko shortlisted nhi kiya gya mam m kya kru

    • Shayad aapki height ya weight ke karan aapko shortlist nahin kiya gaya hai. Sirf no. ke basis par hi nahin liya jaata hai.

  15. Mam women military police ke admit card ki kitni merit lagegi mere 10th me 77.88 or meri 165 h kya mera nu ayega plz reply mam

    • Military police ke liye shortlisting ho gayi hai. Cut off 86% hai 10th marks ka. Email aya hoga selection ya rejection ka

  16. Mam mai ayodhiya uttar pradesh se hun mujhe msg mila h shortlisted ka mera 10mai 89%h . email pr msg mila h mujhe lekin mam admit card download kyun nahi ho raha h mera plz mam reply ? Mam kya admit card bhi email pr aayga ? Mam plz reply 😞 😮 😢

    • Admit card aane shuru ho chuke hai. AApko main aya hoga agar aapka percentage 86% se zyada hai jo cut off hai

  17. Hii , mam mai patil shital mai kolhapur district se hoo, muze 10th class me 87.80 percentage hai mera selection ho gaya hai aisa muze email id par massg aaya hai par abbhi tak admit card nahi aaya hai , aayega ya nahi please reply me

      • Hello mam, I am chanchal mere 10 the me 9.8 CGPA hai.mam mera name shortlisting me hai. mam mere father army person h . Mam mne from fill krwate time relation tick krwaya tha . Ab mam Kisi reason Mera relation nhi ban paya hai .mam kya m barti Dekh skti hu . Mam m Haryana se hu. mam Mera admit card aayega ya nhi . Plzzzzzzz mam help me…

        • Behen abhi aap wait karo admit card ka. Agar relation nahin ban paya hai to koi nahi wahan rally pe time mil jata hai certificate banane ka. Aap tayyari karo. Aapki rally Ambala mein hogi jiska abhi announcement nahi aya hai. Aap neeche click karke humare ladies army group ko join kar sakte ho jahan aap apne sare questions ka jawaab le sakte hai
          https://www.facebook.com/groups/indiandefencejobsfemales/

          • Thank you sir reply krne ke liye sorry sir mne ab aapka reply dekha h jisme aapne ye btaya h ki really pe time milega certificate bnwane ka sir jb Mera relation hi nhi bn skta to sir Kon si certificate bnvau. Kis certificate ke bare me kh rhe h sir . Sir plzzzz puri information dedo m smj jaugi ..plzzz.sir help me … sir m tyari krti hu ..

  18. Main pahle phycial hoga n ,main Mera 55.8 present marks hai to admid card aayega n , main admid card nhi dikha rha hai

    Main plase help kigie

  19. Mam I am from bathinda and got 88 per in 10th and mam muje koi email nhi Aya . Why mam plz tell me sir admit card lab ayenge

    • Cut off 86 percent se zyada hai. Agar rejection hua hago to Email aa gaya hoga. Admit card ek ek area ke aa rahe hai to aap wait karo abhi

  20. Respected ma’am, i have also applied for female recruitment as gd in indian army. But i feel very bad that my form is not successfully registered. Ma’am its my dream to join indian army. Just bcoz of the man in cyber cafe filling my form has done some mistake , my form is not submitted successfully😭😭😭 its my dream to join indian army and this was the first time when female are recruited as soldier….i really feel disappointed..😭😭😭

    • Hi, the application form submission was closed in June only. Once the application closes you cannot apply. Now wait for the next year notification.

  21. Hii. Mam I am chanchal mam m haryana se hu . Mere 10th me 98 CGPA hai. Mera name shortlisting me h mam admit card ab tk nhi aaya h kB aayega mam .. Meri height 174hai.

    • Agar naam aaa gaya hai list mein to admit card aa jayega. Actually ek ek region ke admit card alag alag se bhej rahe hai.

  22. Mam mere father army person h mam mne form fill krwate time relation pe tick krwaya tha . Ab mam Kisi reason Mera relation nhi ban paya mam muje bhut tension ho rhi h kya mam physical de skti hu Na nhi plzzzzzzzzzzzz mam help me

  23. Helo
    Sir I am chanchal .sir plzzzz help me .
    Sir mere father army person h sir mne army ke from fill krwate time relation pe tick krwaya tha .Sir Kisi Reason Mera relation nhi bn skta . Sir muje bhut tension ho rhi h ki muje physical dene dege ya nhi documents ki vjh se muje kbhi haar ka samna krna Pde sir Mera name shortlisting me h plzzzz sir help me. Muje truly btaye sir m physical de skti hu ya nhi plzzzzzzzzzzzz help me sir .mam..

  24. Mam admit card aa gaye??? Mam mainu shortlisting message ta aaya se.but eh kive download karna aa mainu Kush pta nahi .. please tell me😢

  25. Mam m Haryana se hu Mera naam shortlisting me Aaya huaa h but mam abhi tk admit card nhi Aaye h mam kB tk admit card aayega

  26. Mam mera name akansha patel mai jabalpur se hu….mera name shortlisting ho gya or or admit card bhi aa gya ab mai kya karu

  27. Ma’am mere 10th me 73 % hai sooo mera short listing me name aayega ki nahi…plz..inform and i m daughter of ex. Servicemen..

  28. Madam ji mail per koi msg nahi aa rha kab tak aayega admit card mere 10th me 86.1 number h kya mera admit card aayega m abhi 20 years ki hui hu aur ha meri shaadi ho gayi h

  29. Hii mam meri 10th m 87.6percent marks hai or meri height 164cm hai fir bi mera naam shortlist m nhi hai plzzzz mam tell me it’s reason

  30. Mam mera admit card aa gya h 11sep ko h mera phsical but mujhe chsma lga h to mujhe jana chiye ya nhi vse meri hgt race vagra acchi h baki koi dikkt nhi h bs chsma lga hua h
    Agr medical kuch tym baad hota h to m try krungi eyesight theek krne ki
    Plz mam btaiye mujhe jana chiye ya nhi

  31. Mam, mera admit card abhi show nhi kr rha h…koi mail bhi nhi aya h..main shortlisted ho gyi hu but admit nhi ayi h abhi tk running ki……ans me mam…

    • Agar aap ki shortlisting ho gayi hai to admit card mail mein aa jayega. ek ek karke centers ke admit card aa rahe hai. Abhi south zone ki rally bharti hui hai aur agli phir Ambala matlab noth walon ka admit card ayega. AAp kuch din wait karo.

  32. Hello mam..meri 10 m 86.2%h mere pss shortlized k msg bhi aagya h…pr mera admit card ab tk nhi aaya …plzz tell me mera admit card kb tk aaskta h

    • Jinko E mail aa gaya hai ki unki shortlisting ho gayi hai unka Admit card aa jayega. Jaise humne is blog mein likha hai waise aap joinindian army ke website pe check karte raho. Ek ek karke admit card dale ja rahe hai

  33. MAM..admit card m meri date 30 sep aayi h …pr usme location nhi aayi h…ab meri rally kha hogi ye kse pta chlega mje…plzz btayea mam

  34. Mam mere 10th me 85%h email id par bhi ek message ayaa tha ki 2nd notification me deke (usme roll no. bhi diya hua tha) mam please kuchh btao kya hoga

  35. mam news paper me nikla hai ki sabhi candidate apna printout lekar lucknow aaynge wahin sabki race hogi but mam mere printout ni nikla to bataiye mam mai kya karu

  36. ma’am next relly kb hone wali hai, kya aap bta skte hai, meri hight 152 cm hai 10th me 67% hai mere 12th me second division bani hai,

  37. New vecensi kb आने वाली है।।। मेरा 10मे 55% है और 12मे69 का मै join कर सकती हु इंडियन आर्मी

    • Abhi jald hi aane ki sambhavana hai bharti ki. Aap yaha check karti rahe. Ji jaan aap Soldier bharti ke liye apply kar sakti hai.

    • Abhilasha pichle saal ki bharti khatam ho chuki hai agar aapka admit card nahi aya iska matlab aap shortlist nahi hui thi. Aap is saal phir se try kar sakti hai.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here